Aaj Bhi 2 Lyrics Vishal Mishra

Aaj Bhi 2 Lyrics Vishal Mishra


Aaj Bhi 2 Lyrics

Pata hai meri abb zaroorat toh nahi hai
Mujhe bhi iski abb shikayat toh nahi hai

Maine bhi tujhko kab ka bhula diya
Khush hu main tum bin sabko bata diya

Keh toh Diya lekin

Kya kahoon main dil jo puche toh
Kya karoon main tujhko dhunde jo
Aaj bhi,
Aaj bhi,
Aaj bhi,

Aankhon mein aa jaati hain yaadein
Dafnane ke baad bhi
Tootke roya tha main uss din
Baat hai yeh uss raat ki

Aankhon mein aa jaati hain yaadein
Dafnane ke baad bhi
Tootke roya tha main uss din
Baat hai yeh uss raat ki

Tumko bhulana naa-mumkin tha
Marna tha mumkin
Jee bhi liya aur bhool gaye sab
Bhool gaye lekin

Kya kahoon main dil na bhoole to
Kya karoon main tujhko dhunde jo
Aaj bhi,
Aaj bhi,
Aaj bhi,

Hain fir kyun aankhon mein nami
Kyun main rota hoon aaj bhi
Aaj bhi..

Post a Comment

Previous Post Next Post