Skip to main content

Posts

Showing posts with the label Raftaar

Karta Kya Hai Lyrics Karma, Raftaar

Karta Kya Hai Lyrics I-I-I-I sit waitin’ by the phone, all night I sit waitin’, waitin’ for you Check, yeah Yeah, yeah, yeah Ye sochte, “Kya sochke likhta hai” Ladka bahut sahi likhta hai Shabdakosh se nahi likhta, shabd khoj ke likhta hai Paper notes mein jo quotes likhe notes mein bikte hain Jisne mil ke dil toda tha usko milne ko tadpaaye ladka Rolling paper ye to roz ki charcha hai Kitni beat’ein chodi pooch, kehti, “Timing bahut tagda hai” Ladka rhyming bahut karta hai aur ab pariiyon mein charcha hai Wo sab chahti hai, ghar aaya hi nahi, waha hi ni mukarta hai ladka Dikhta sab par inki tarah karta stalk ni Ye immatures hain chauthi mein, knowledge nahi hip-hop ki Well, I can be corny but never can be offbeat So fuck you and your top three ko surpass karta Ye pooche, “Karta kya hai?” (Huh?) Ye pooche, “Aakhir karta kya hai ladka?” Ye sochte ki karta kya hai (Huh?) Ye sochein aakhir, yeah, yeah Yeah Main batata wo karta kya hai Ghostwriting thodi hai, darta kya hai? Ladka raat-raat...

Warcry Lyrics King

Warcry Lyrics Woh gulliyon se nikal ke raja bana Woh ghar se thaan ke gaya tha  Karunga main kuch toh bada Duniya wale tokte rahe,  Woh sunta ab kisi ki hai kahaan  (you know, fu*k this shit) Mai sach kahunga toh kadwi lagegi Paisa jo nachega haatho pe duniya bas teri sunegi Ye sach ki tu bhi marega aur woh bhi maregi Jo sab hi reh jaana yahaan pe, shaanti kise milegi? Ab bata tu bulleya, maine kitne paap kiye Hisaab hi nahi, maine kitne saaf kiye Gareebi mein jiya aur kitne saal diye Ab puchhoge mujhse ke kya hai sahi  Aur kya hai galat but honestly, don't give a Aankhein khuli meri duniya mein  Tabse lada is duniya se Shayad koi raja naa hota  Jo dab ke jiya hota laalach ki duniya mein Ye waise to naam hi hai par  Karna chaahta aisa kuchh is duniya mein Ke phir se naa soche koi chhote ghar ke naa  Ban sakte desh ki buniyadein  Mai kya karu jo khwabon ko raja ne  Maarna seekha nahi hai  Andar mein mere ek dar hai jo  Abhi bhi ...